pyar kiya pyar kiya pyar kiya
humne bhi tha kisi se pyar kiya
wo pyar kya tha, tha apna dil de diya
raaton ka karar neendon ko nisar kiya
bas jo kiya ,wo aanken char or yaad hazar kiya
uski yadon me apne ko behar kiya
jabse tha unka deedar kiya,tabse hoshon se tha deewar kiya
par humara kya tha humne to tha pyar se pyar kiya
na kabhi doston me na sathiyon me apne is lagan ka izhar kiya
bas apne dil ki awaz pe dhadkanon ko bauchar kiya
ek din hosla kar ke humne unse ikrar kiya
par unka kya tha unhone to inkar kiya
duniya ko lagta hai usne humse israr kiya
par humne to tha unse pyar kiya
dil rota hai aankhen fat-ti hain sansen jhukti hain
kyun humne bhi tha kisi se pyar kiya
pyar kiya pyar kiya pyar kiya
